Dard jitna b hota ha dokhe ka dil ko.. Uss masoom ko dekhte hi w’allah tanddak mil jati ha wahi dil ko…
Zaroorat jitni b ho kisi k mil k boj utaane ki.. Khuddaar shakshiyat rok leti ha haath kisi k aage maang ne ko…
Khuda p tawwakul kia ha jaise; jaan mein attki ho saans waise.. Phir rooh ka nikkal jaane ka darr kaise…
Aabru ko khauff utt ti ha yaad kar k jisne usko b’libaas kia ta.. Waqt se phele maar dia kisi ne, haal waisa kia ta…
Tokre bache zindagi k jor te jor thak jaon kahi to, dua kar ti houn mein ussi pal mil jaye mann ki khushi koi to…
Kabhi zulm se bach ne k liye awaaz utta’yi ti, kabhi ussi zulm k aage kurbani se sar jukha’ya bi…
Zulm se bachne k liye kabhi agar ruswah b hona ho, keemat zehr pi k na marr k zinda rehena hum ne adaa ki ha…
Aansoo nahi, hum ne to, waffa e ishq k badle har ek waar yaar ka kabool mehr samaj k kia ha..
Badwa nahi, dil ki haii sahi, sadkah humara chiraag e mehfilo mein salaami sood semet waapis kia ha..
Ha hum b insaan maan k yeh tahluk udar hi manzilein e muqaam p khatam karne ka gunaah kia ha..
Khuda k banddon, sabr hi to kia ha…
Written by Sophie K